Sunday, 8 April 2018

Hazrat Moosa Alaihislam Ka Apni Qabr E Mubarak Mein Namaz Padhna ( Sehih Hadith )


Hazrat Anas Bin Malik رَضِیَ اللهُ عَنْهُ Se riwayat hai k Nabi e Karim ﷺ ne Farmaya Jab Safar e Meraj Me Guzar Hazrat e Moosa عليه السلام Ki Qabr e Mubarak K Pass Se Jo Raith K Surkh Teele K Paas Waqay Hai Huwa To Wo Apni Kabr Me Khade Namaz Padh Rahe Thy.

References :
(Sahi Muslim, Kitab No 43 Kitabul Fazail, Baab : Fazail E Moosa عليه السلام, Pg : 966, Hadees : 2375)
(Sunan Nasai,  Vol : 2, pg : 237, Kitab No 20, Kiyam Al Lail, Baab : Zikr Salat NABI ALLAH MOSA عليه السلام Hadis: 1630/1636)
Gair Mukallid k Idara Darusalam ne bhi Is hadees ko Sahi Likha Hai.  
(Imam Nasai, Sunan Al Kubra, Vol : 02, Kitabus Salat, Baab : Zikr Salat NABI ALLAH MOSA Bil-Laiyl , Hadis: 1330)
(Imam Ahmad Bin Hanbal ne : Al-Musnad,  Vol : 03, Pg-148, Hadith-12526, 13618)

Akhlaq ahmed khan

Author & Editor

Has laoreet percipitur ad. Vide interesset in mei, no his legimus verterem. Et nostrum imperdiet appellantur usu, mnesarchum referrentur id vim.

1 comments:

  1. اسلام علیکم محترم سہی مسلم میں اس نمبر پر کوئی اور حدیث ہے

    ReplyDelete